1 MAY!!!!!
Ajeeb dunia k gareeb dastoor!
Yahan 100kg Anaj ki bori jo utha sakta ha wo khareed nahi sakta
Or
Jo khareed sakta ha wo utha nahi sakta.
Din mazdoron ka chuti Officeron ki.....
Phir be Happy Mazdoor day?
Interesting ha but hum logon na apna waqar koh dia ha hum log aj kal apni pahchan tak bhol gay ha
Zara souchiya.......

No comments:
Post a Comment